Holi Rangon Ka History
0
0
55 विचारों·
25/03/25
Holi — Rangon Ka Tyohar
Holi rangon ka tyohar hai jo har saal bade dhoom-dham se manaya jata hai. Yeh tyohar basant ritu mein aata hai, jab prakriti apne sabse sundar roop mein hoti hai. Falgun maas ki purnima ko Holi ka tyohar manaya jata hai, jo chandrama ki roshani mein aur bhi khaas ban jata hai.
Is din log ek doosre par rang lagate hain, gulal aur abir se khushiyan baant-te hain, aur mil jul kar tyohar ko manate hain. Holi dosti, mohabbat aur ekta ka prateek hai. Yeh tyohar har umar ke logon ke beech ek anokha jazba jagata hai.
Holi ki rasm-o-riwaz aur iske rangin utsav ke baare mein poori jankari ke liye video dekhiye.
और दिखाओ
0 टिप्पणियाँ
sort इसके अनुसार क्रमबद्ध करें